ufdotcom.blogg.se

Tahajjud ki namaz ka tarika
Tahajjud ki namaz ka tarika







tahajjud ki namaz ka tarika

or ahse chader be use na kareen jis per bacho ka cartoon bana ho ya chota chota tatto bana ho ahse chader ka intakhab na kareen bazz larka log ahse cap pehan k namaz parte ha ya ahse ahse t shirt pehni howi hote ha jinn per insao ki shakel bani howi hote ha for example wwe ka wrestlers, bollywood ka salman khan pop star michael jackson. ya kisi jandar ki shakel bani howi ho wo use na kareen namaz k liya. ahse chadar ya ahsa kapra jis per insani shakel bani howi ho. ya galti se jahenamaz ko ulta kar k na pareen jis se maka madina namaze ka pyer k nicha ahe. namaze ka pyar maka madina wali jahe namaz pe nahi ana chaheya.

tahajjud ki namaz ka tarika

for example ahse janamaz pe namaz pareen jinn per makh madina bana ho laken makah madina sadja wali side pe bana ho. ahse jahenamaz ka intakhab na kareen jo k gayer sharae ho. Namaz k liya jahenamaz ahse honi chaheya jo ka sharae tor per theek ho.









Tahajjud ki namaz ka tarika